Humse na bhoologe tum
Ye Kya marz paal liya
Samjhata rehta Hun din raat
Par Dil ne Dimaag ko dushmann maan liya
Ye bhi guzar jayega par ye ladai mehngi padi
Ab se dil ko aahein bharne ki bhi ijjazat leni padi
Jab yakeen na ho aapass mein to kyon fariyaad karein
Jo chala gaya ho, Dil ke kone se usse yaad kare
Comments
Post a Comment