Yaaro mujhe maaf karo, Ye khel mere bass ka nahi
Ho jati hai jab humko mohabbat to pyaar muskara ke kehta hai tu nahi
Mere samne chale jate hain Sab auro ke saath
Sach keh raha hun, pyaar mere bass ka nahi
Intezaar intezaar intezaar intezaar
Zamane se intezaar ki ghadiyan udhaar lete chale ja rahe the
Himmat tab tooti jab humpe muskura ke wo bhi zamana ban gayi
Na muskarana kisi ashiq ki nigahon mein
Na kaano mein koi Geet gungunana
Na jana uske saath kabhi sair pe
Na hasna chup ke se purani batao pe
Na karna wo jo kehta hai
Na rukna uski aahat pe
Na dekhna chup ke bhi
Na bolna samne se
Na dabana usse uske hi ehsaaso tale
Na dena usse umeed ki chadi
Arre rooz todata hai wo khawabo ko
Tumse uth kar jina bhi to padta hai
Comments
Post a Comment